Tuesday, July 14, 2020

shayari 5

Yun toh shammein hazaar jal jaati hai mehfil mein,
humaare fun ka deedar karne ke liye
ek kasak si bas reh jaati hai humaare dil mein
jise talab hai toh bas ek chingaari ki
jo baha de dil mein woh dariyaa aag ka
jise log mohabbat kehte hain

यूँ तो शम्मे हजार जल जाती हैं मेहफिल में 
हमारे फन का दीदार करने के लिए 
एक कसक सी बस रेह जाती है हमारे दिल में 
जिसे तलब है तो बस एक चिंगारी की
जो बहा दे दिल में वो आग का दरिया 
जिसे लोग मोहब्बत केहते हैं 

No comments:

Post a Comment