Thursday, July 30, 2020

Shayari 7

Mohabbat ko jo kaagaz mein bebuniyaadi kehte hain
Jinke vajah se mashooq aur aashiq khud par zamaane ke tohmat ko sehte hain..
Unhe kya pata ki sacche shayar toh woh  hote hain..
Jo kudrat-e-kaarigar ki sohbat mein rehte hain..

मोहब्बत को जो मेहफिल में बेबुनियादी केहते हैं 
जिनकी वजह से माशूक़ और आशिक खुद पर लगे तोहमत को सहते हैं 
उन्हे क्या पता कि सच्चे शायर तो वो होते हैं 
जो कुदरत-ए-कारीगर की सोहबत में रहते हैं 

No comments:

Post a Comment